Quraan Paak Main...
Sipary (30)
Sajdy (14)
Munzil (7)
Surtain (114)
Makki (86)
Madni (28)
Ruku (540)
Aayat (6666)
Hurf (323760)
Zabar (53243)
Zair (39582)
Paish (8804)
Madh (1771)
Shudh (1243)
Nuqty (105681)
Alif (48872)
Ba (11228)
Ta (1199)
Sa (1276)
Jeem (3273)
Ha (973)
Kha (2416)
Daal (5642)
Zaal (4697)
Ra (11793)
Za (1590)
Seen (5891)
Sheen (2253)
Suad (2013)
Zuad (1607)
Tua (1274)
Zua (842)
Aaen (92200)
Gaen (2208)
Fa (8499)
Qaaf (6813)
Kaaf (9522)
Laam (3432)
Meem (26535)
Noon (26560)
Wao (2556)
Ha (1907)
Laam Alif (3720)
Hamza (4115)
Ya (25919)
Hain.Qurani Malumaat
1.
Lafz Quran k mane
Tilawat karne k hain.
2.
Quran-e-Paak k
Hurf ki tadad “323760” he.
3.
Quran-e-Paak ki
ayat ki tadad “6666” or ruku ki tadad “540” he.
4.
Quran-e-Paak main
Zabren “53223”, Zeren “39582” or Paish “8804” hain or ye hujjaj bin yousuf ne
lagain.
5.
Qura’an-e-Paak
main Makki sorten “86” or madni sorten “28” hain.
6.
Quran-e-Paak ki
sorton ko makki or madni kehne ki wajha ye he k or sorten jo hijrat se pehle
nazil huin in ko makki kaha jata he or jo hijrat k baad nazil huin in ko madni
kaha jata he.
7.
Quran-e-Paak ki surat “Toba” ye wo surat
he jis k shuru main na hi bismillah likhi jati he or na hi parhi jati he.
8.
Quran-e-Paak ki surat “Rehman” ko Quran ki
zinat kaha jata he.
9.
Quran-e-Paak main
lafz ALLAH “2697” or Mohammed (Sallaho Alehe Wassalam) “4” Maqamat pe aya he.
10. Quran-e-Paak k sab se pehle hafiz ka naam “Mohammed
(Sallaho Alehe Wassalam)” or aap k wisal k waqt haffaz ki tadad “22” thi.
11. Quran-e-Paak main kul “14” sajde hain or pehla sajda
“9” pare main he.
12. Quran-e-Paak ko Khalifa-e-Awal “Hazrat Abu Bakar
Siddiqu (Radi Allaho Anho)” k zamane main “75” sahaba kiram ne milkar
Quran-e-Paak ko kitabi shakal di.
13. Quran-e-Paak ka Rasam Alkhat “Hazrat Jibraeel (Aleh
Salam)” ne banaya.
What is Quran?
"ALLAH ki kitab" jo
pori kainat ki
sardar,
Kitab ko lane wala
"Jibrail (Aleh Salam)" jo farishton ke sardar,
Jis par Kitab utri wo nabiyon
ke sardar "Mohammed (Sallaho Alehe Wassalam)",
Jis ummat par utri wo ummaton
ki sardar "Musalman",
Jis sheher main uttri wo
shehron k sardar "Makkah,Madina",
Jis mahine main uttri wo
mahino ka sardar "Ramadan",
or jis raat mukamal hui wo
raton ki sardar "Shab-e-Qadar",
Ye He Wirasat Humari......!
"Niyat kitni bhi achi ho
dunya tumko tumhary dikhawe se janti he
or
Dikhawa kitna acha bhi ho
ALLAH tumko tumhari niyat se janta he
Think about it........!
No comments:
Post a Comment
Please Share this blog to everyone!
Hadees ka mafhom he k Achi baat ko dosro tak pohnchana bhi Sadqa e Jariya he....!