ALLAH K WALI

ALLAH K WALI
Google Search

Thursday 10 September 2015

Hazrat Umar Farooq (Radi Allaho Ta’ala Anho) Ki Karamat



Qabar Walon Se Guftugu

Ameer ul Momenin Hazrat Umar Farooq (Radi Allaho Anho) aik martaba aik nojawan saleh ki qabar par tashreef le gaye or farmaya k aye falan! ALLAH TA’ALA ne wada farmaya he (Jo shakhs apne rab k huzor khare hone se dar gaya. Is k liye do jannaten hain) aye nojaean! Bata tera qabar main kiya hal he? Is nojawan saleh ne qabar k andar se aap ka naam le kar pukara or ba awaz-e-buland do martaba jawab diya k mere Rab ne ye do jannate mujhe ata farmadi hain!.
(Hijjat ullah alal alameen jild 2 safha 860’bahawala hakim)




Taleef
Allama Molana Abdul Mustafa Azeemi (Rehmatullah Aleh)

Progressive Book
40 B Urdu Bazar Lahor

Kitab
Karamat-e-Sahaba
(Alehim Alrizwan)

No comments:

Post a Comment

Please Share this blog to everyone!
Hadees ka mafhom he k Achi baat ko dosro tak pohnchana bhi Sadqa e Jariya he....!