ALLAH K WALI

ALLAH K WALI
Google Search

Friday 23 September 2011

ALLAH Ko Auliya Ka Faqeer Hona Kiyun Pasand He?


Eek riwayat main he k ALLAH TAALA ne Hazrat Moosa A.S ki taraf wahi bheji K A moosa! Mere baaz bande ayse hain agar wo mujh se sari jannat ka sawal kar bethen to main inhain de dun or agar dunya main se kuch mangen to hargiz na dun. Or ye na dena is liyen nahi K wo mere nazdik zalil hain balke is waja se he k main chahta hun K akhrat main in K liyen apni atain zakhira karun or dunya se inhain bachaun jeyse K charwaha apni bakriyon ko bherdiyon se bachata he.



Az
Qutub-e-Madina Hazrat Imam Abdullah Yafai Yamni

Urdu Tarjuma:
Hazrat Molana Jafar Ali Nagenwi R.A


Intekhab-o-Tehseel
Molana Imdad Allah Anwar
Ustad Jamia Qasim Alulom,Multan
Sabiq Mueen Altehqeeq Hafti Jameel Ahmed Thanwi R.A Jamia Ashrafiya Lahore

Darul Moarif
Inayat Por, Tehseel Jila Por Peerwala, Multan

Kitab
Karamat-e-Auliya

Page No
40

No comments:

Post a Comment

Please Share this blog to everyone!
Hadees ka mafhom he k Achi baat ko dosro tak pohnchana bhi Sadqa e Jariya he....!